बुधवार, 25 मई 2011

QA 3


*******************************************************
Param Pujya Shri Sadgurudev ji Asharam Bapuji ke shrimukhaarvind se bhakton ke prashno ka samaadhaan
*******************************************************




Question 3 : Gurudev Surat shibir ke baad dinaank 1/3/2008 se mujhe satsang sunane se  jhatake aate hai , jhumati hun..bhaav aataa hai aur kabhi kabhi ronaa aataa hai..kabhi hasati hun..swapne bade vichitr aate hai..aap ke darshan bhi hote hai..prabhu mere liye kyaa aagyaa hai? maai aap shri ki sharan hun..

prashnkarti : shrimati Deepa Gaandhiwaar ; Itaa, Madhyapradesh.




Answer :

pahele ke prasho ke uttar me tumhaare prashn ka uttar chhupaa hai..ye sab hotaa hai...lekin ho ho ke badalataa hai us ko saakshi swabhaav me , sat swabhaav me agar hotaa hai to us me naa ho ye bhi aagrah naa kare aur vaise kaa vaise hotaa rahe is kaa bhi aagrah naa kare..





*****************

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें